Ustad Nusrat Fateh Ali Khan Full Collection
Indian Desi Beats

Sochta Hoon Ke Woh Kitne Masoom – Ustad Nusrat Fateh Ali Khan Full Collection


Sochta Hoon Ke Woh Kitne Masoom – Listen Ustad Nusrat Fateh Ali Khan Full Collection Online for Free.

About Nusrat Fateh Ali Khan

Nusrat Fateh Ali Khan (13 October 1948 – 16 August 1997) was a Pakistani musician, primarily a singer of Qawwali, the devotional music of the Sufis. Widely considered one of the greatest voices ever recorded, he possessed an extraordinary range of vocal abilities and could perform at a high level of intensity for several hours. Extending the 600-year old Qawwali tradition of his family, Khan is widely credited with introducing Qawwali music to international audiences. He is popularly known as “Shahenshah-e-Qawwali”, meaning “The King of Qawwali”. Born in Faisalabad, Khan had his first public performance at the age of 16, at his father’s chelum. He became the head of the family qawwali party in 1971. He was signed by Oriental Star Agencies, Birmingham, England. He engaged in collaborations and experiments with Western artists, becoming a well-known world music artist. He toured extensively, performing in over 40 countries

Listen to Best Songs of Nusrat Fateh Ali Khan

Sochta Hoon Ke Woh Kitne Masoom the Official Video

Sochta hoon ke woh kitne masoom thay by Nusrat Fateh Ali Khan sochta woh kitne masoom thay Nusrat qawali

The Lyrics of Sochta Hoon Keh Woh Kitne Masoom Thay

Ab to haathon

Ab to haathon se lakeere mit ti jati hain

Us ko kho kar to mere pass raha kuch bhi nahi

Kal bichadna hai – “sargam”

Kal bichadna hai to phir ehad-e-wafa soch k baad

Abhi aagaz-e-mohabbat hai gaya kuch bhi nahi

Main to is vaste chup hoon k Tamasha na bane

Tu smjhta hai mujhe tujhse gila kuch bhi nahi

Main – “Sargam”

Main to is vaste chup hoon k Tamasha na bane

Tu smjhta hai mujhe tujhse gila kuch bhi nahi

Sochta hoon -3

Hashar hai wahashatey Dil ki aawargi -3

Humse pucho mohobbat ki deewangi – 2

Hashar hai wahashatey Dil ki aawargi, Humse pucho mohobbat ki deewangi

Jo pata puchte the kisi ka kabhi -2

Laapata ho gaye dekhte dekhte

Jo pata puchte the kisi ka kabhi, Laapata ho gaye dekhte dekhte -3

Humse ye soch kar koi wada karo -3

Ek wade pe umren guzar jayengi -2

Humse ye soch kar koi wada karo

Ek wade pe umren guzar jayengi

Ye hai dunia yahan kitne aehl-e-wafa -2

Bewafa ho gaye dekhte dekhte

“Sargam”

Ye hai dunia yahan kitne aehl-e-wafa, Bewafa ho gaye dekhte dekhte -3

Ke Humse ye soch kar koi wada karo, Ek wade pe umren guzar jayengi -2

Humse ye soch kar koi wada karo

Din chupgya,

ho din chupgya-chupgya-chupgya -2

Din chup gya sooraj ka kahin naam nahi hai -2

O wada shikal ab bhi teri shaam nahi hai -3

O wada shikal – wada shikal

Shab-e-wada – Shab-e-wada ye raha karti hai baatein dil se

Dehke yaar aata hai pehle ya kaza aati hai

Kal se be kal hoon main

Kal se be kal hoon bhala khaak mujhe kal aaye -2

Kal ka wada tha na vo aaj aaye na vo kal aaye

O wada shikal – wada shikal -2

Roz ka intezar kon kare -2

Aapka aitbaar kon kare

O wada shikal – wada shikal -2

Ho chuka wada k kab aayie ga -2

Dekhiye ab na bhool jaiye ga

O wada shikal – wada shikal -2

Bhala koi wada khilafi ki had hai -2

Hisab apne – hisab apne dil main laga kar to socho

Bhala koi wada khilafi ki had hai

Hisab apne – hisab apne dil main laga kar to socho

Qayamat ka din aa gya rafta-rafta

Mulakaat ka din badalte-badalte

O wada shikal – wada shikal -2

Re humse ye soch kar koi wada karo

Ek wade par umren guzar jayengi -2

Ye hai dunia yahan kitne aehl-e-wafa -2

Bewafa ho gaye dekhte dekhte

Ye hai dunia yahan kitne aehl-e-wafa, Bewafa ho gaye dekhte dekhte

Gair ki baat tasleem kya kijiye -2

Gair ki baat tasleem kya kijiye

Ab to khud par bhi humko bharosa nahi -2

Gair ki baat tasleem kya kijiye, Ab to khud par bhi humko bharosa nahi

Apna saya smjhte the jinko kabhi -2

Vo juda ho gaye dekhte dekhte

Apna saya smjhte the jinko kabhi, Vo juda ho gaye dekhte dekhte

Sochta hoon ke vo kitne masoom the

Kya se kya ho gye dekhte dekhte olne lage to humhi par baras pade

Hashar hai wahshat e dil ki aawargi

Humse poocho mohabbat ki deewangi

Jo pata poochte the kisi ka kabhi

La pata ho gaye dekhte dekhte

Humse ye Soch kar koi wada karo…

Din chup gaya suraj ka kahin naam Nahin hai

O wada shikan ab bhi Teri shaam nahi hai

Ye hai duniya yahan kitne aehle wafa

Bewafa ho gaye dekhte dekhte

Gair ki baat ‘Tasleem’ kya kijie

Ab to Khud par bhi humko bharosa nahin

Apna saya samajhte the jinko kabhi

Wo juda ho gaye dekhte dekhte

Ye Jo Halka Halka Saroor Hai – Ustad Nusrat Fateh Ali Khan – Official HD Video

Sanson Ki Mala Pe Simron Mein – Ustad Nusrat Fateh Ali Khan – HD Video

Chaap Tilak Sab Cheen – Ustad Nusrat Fateh Ali Khan – Official HD Video

Shahbaz Qalandar (Lal Meri Pat Rakhio) – Ustad Nusrat Fateh Ali Khan – HD Video

Akhiyan Udeek Dian – Ustad Nusrat Fateh Ali Khan – HD Video

Tumhe Dillagi – Ustad Nusrat Fateh Ali Khan Superhit Song Official HD Video

We have shared Ustad Nusrat Fateh Ali Khan Full Collection Online for Free with you. Hope You Are Enjoying Our Collections. Please share the post with your friends because sharing is caring. For more updates follow DJ Mixtape at Facebook.

back to top